Assalam
oalaikum,
Yadi
koi vyakti chaahta ho ke woh jis raksha kavach ka upyog kare woh nirantar prabhaavshaali
rahe to woh nimnalikhit vidhi ka paalan kare:
Jis
Surah ke raksha kavach ka prayog kara raha ho vyakti to us Surah ko din mein
anek baar sa-swar padhe. Yadi Surah lambi ho to padhaai ki sankhya kam ki ja
sakti hai.
Jadugar
se nipatne ke liye raksha kavach ki shakti ko is prakaar banaaye rakhein:
Sarvapratham
yeh dekhein ke jadu ki shakti kitni hai. Udhaaran svaroop, yadi vaayu chalti
hai to manushya ko us ka sparsh hota hai, yadi vaayu teevra gati se chale to
bhi manushya ko sparsh hota hai. Yadi toofan aaye to bhi manushya ko pata
chalta hai. Waise hi jadu ke prabalata ka bhi peedit ko aabhaas ho sakta hai.
Isi
prakaar jadugar ke aakraman ki shakti ko bhi jaanch karni padti hai ke woh
chota mota jadu kar raha hai athwa ghaatak prakaar ka.
Ek
aur udaahran deta hun:
Yadi
jadugar roz peedit ki ore 2000 shaitani shaktiyaan/jinaat aadi bhej raha hai
evan peedit kewal 111 baar padhaai kar raha hai to aisi sthiti mein peedit
jaadugar ke tulna mein nirbal pad sakta hai evan woh svayam ko bacha nahin
payega. Jadugar ka kiya hua jadu victim ko naakaaratmak prakaar se prabhaavit
karne lagega. Yahi kaaran hai ke victim ko us per hone wale is aadhyatmik
aakraman ki shakti evan baarambaarta ke anusaar hi padhaai karni chahiye. Aisa
karne se raksha kavach ke sainik victim ko suraksha dene mein safal ho sakte
hain jis ke kaaran victim ki avastha adhik nahin bigdegi.
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhiya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment