Thursday, July 10, 2014

SURAH MAIDAH KE RAKSHA KAVACH SE BHUKMARI WALE JADU KA TOD

Assalam oalaikum,

Surah Maidah ke raksha kavach se bhukmari ke jadu ka tod kiya ja sakta hai. Yadi koi vyakti peedit ho evan nirdhan ho to wo is raksha kavach ka prayog kare. InshaAllah us ki samasya ka samaadhaan ho jaega. Is raksha kavach ko apne paas rakhne se InshaAllah is prakaar ke jadu ka tod ho jaega.
Is raksha kavach ka prayog karne se poorva meri pichli do posts avashya padh lein us ke pashchaat nischint ho ker is raksha kavach ka prayog karien. 1. AANKIK MULYA NIKAALNE KI VIDHI.docx evan 2.RAKSHA KAVACH KI DAKSHINAA.docx.
Surah Maidah ka aankik mulya hai 848546.
Nimnalikhit raksha kavach morabba (4x4) mein banaaya gaya hai. Is raksha kavach ka print out nikaal lein. Is ko svayam na banaein kyunki yadi aapne aisa kiya to raksha kavach ki chaal ghalat ho jaegi. 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 

dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


No comments:

Popular Posts