Assalam
oalaikum,
Surah
Fateha ke raksha kavach se kisi ko rogi banaane wale jadu ka tod kiya ja sakta
hai. Is raksha kavach ka prayog karne ka disha nirdesh yeh hai:
1. Yeh
raksha kavach pani mein ghol ker piya jaata hai jis se atyant laabh hoga
InshaAllah
2.
Rozana ek naye raksha kavach ka prayog
karien, yaani jal mein ghol ker pi lein
3.
Ek raksha kavach ko jal ki botal mein ghol
ker rakh lein evan paanchon samay ki namaz ke paschaat us pani ko pi lein
4.
Yeh upaay ek saptaah tak karien
5.
Raksha kavach ka prayog karne ki adhik
jaankaari ke liye meri pichli posts 1. AANKIK MULYA
NIKAALNE KI VIDHI.docx evan 2.RAKSHA KAVACH KI
DAKSHINAA.docx aavashya padhein
6. Surah
Fateha ka aankik mulya hai 9461. Nimnalikhit raksha kavach morabba (4x4) mein
poorna kiya gaya hai. Is raksha kavach ke 7 print outs nikalwaa ke un ka prayog
karien. Is ko svayam na banaein kyunki yadi aapne aisa kiya to raksha kavach ki
chaal ghalat ho jaegi.
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhiya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment