Assalam
oalaikum,
Kisi bhi vastu, naam athwa
Quranic aayat ka aankik mulya nikaalne ke liye yeh aavashyak hai ke aap
Huruf-E-Tehajji se parichit hon. Prayah chandra
huruf-e-tehajji ka hi aankik mulya nikaala jaata hai evan is hi ka upyog kiya
jata hai.
Nimnalikhit sanchitra dwaara
is baat ko spasht kar deta hun:
Ab main paathakon ko
bataunga ke kisi ke naam ka aankika mulya kaise pata lagaaya jaata hai
huruf-e-tehajji dwaara. Udhaahran swaroop Ahmad
naam ka aankik mulya yadi nikaalna ho to nimnalikhit vidhi ka anukaran karein:
·
Alif=1
·
Badi he=8
·
Meem=40
·
Daal=4
Kul sankhya hui 53, atah Ahmad ke naam ka aankik
mulya hua 53.
Ab main aap logon ko kisi Ayyat ka aankik
mulya nikaalne ki vidhi samjhaunga:
بسم الله الرحمن الرحيم
بسم الله الرحمن الرحيم
Udhaahran swaroop, Bismillaah hir-Rahman
nir-Raheem le jiye:
·
Bay=2
·
Seen=60
·
Meem=40
·
Alif=1
·
Laam=30
·
Laam=30
·
Choti hay=5
·
Alif=1
·
Laam=30
·
Re=200
·
Badi hay=8
·
Meem=40
·
Noon=50
·
Alif=1
·
Laam=30
·
Ray=200
·
Badi hay=8
·
Yay=10
·
Meem=40
Kul sankhya hui 786, atah, is Aayat ka
aankika mulya hai 786. Is hi vidhi se samast Surah ka aankik mulya nikaala jaa
sakta hai.
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhiya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
amel soname
amel_soname@yahoo.com
4 comments:
Assalamualaykum brother mera naam shafi hai mujay yeh jaan na
hai k meri RAShi konsi hai ? Example meri Rashi libra hai aur sitara
Venus hai to dusray sitaro k kharab asar say bachnay k liye konsa amal
karna chahiye aur konsa Naqash pehana chiye ta k dusray sitaro k
kharab asar say bach sakay aur allah pak k hukam say kaamyabi milay
pls aap bataye aap ki maherbani
Mera naam Ali hai
kiya aap bata sakte ho k mujh par koi ilm ya taweez to nh kiya huwa?
Bhai g .jawab dana .Me soudia se bat kr rhi hu kia ye jado khatm krny k lye ye amal kr skty hai is se bury khiyalaat ki bimari dor ho jay gi muje bht bury waswasy aty hai .plzzzzzzzzzzzzzzz muje jawab dana.ap apna contact numbr dy skty hai kia bhai????
Assalam Alaikum
Janab mera taluk ek village se hai aur wahan pe chand auraten aisi hain Jo jadoo karni hain .unhon ne hamara jina haram kar rakha hai. Aayedin kuch na kuch karti rahtin hain aur ham ilaj kara kara kar tang hai.
Hum aap se yeh Janna chahte hain ke koi aisa Amal hai JIS se unke quwat ko khatam kar Diya jaye ya fir unko pagal kardiya jaye ke dubarah Kisi ko preshan na kar saken. Meharbani kar ke koi solution batlayen.
Aapke jawab ka muntazir rahunga.
Post a Comment